Album : Best of Ustad Nusrat Fateh Ali Khan (Geet & Ghazal's) Pt. 2
Language(s) :
Hindi/Urdu-
Song
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan
Tags:
#mp3
#lyrics
#qawwali
#urdu
#hindi
Chak-E-Daman Ko Jo Dekha To Mila EID Ka Chand
Apni Tasveer Kahan Bhool Gaya EID Ka Chand
Jane Kiyun Aap Ke Rukhsar Mehak Utte Hain
Jab Kabhi Kan Mein Chupke Se Kaha, Eid Ka Chand
Unke Abroey-KhaMeeda Ki Tara Teekha Hai
Apni Aankhon Mein Badi Der Chuba EID Ka Chand
Door Veeran Basere Mein Diya Ho Jiase
GhaM Ki Deewar Se Dekha To Laga EID Ka Chand
Leke Haalaat Ke Seraon Mein Aa Jata Hai
Aaj Bhi Halat Ki Rangeen Fiza EID Ka Chand
Taliyan Bad Gayi Jab Zeest Ke PaiMaane Mein
Gholke Dard Ke Maron Ne Piya EID Ka Chand
Chashm To Wusat-E-Aflaq Mein Koi Sagar
Dil Ne Ek Aur Jaga Dhoond Liya EID Ka Chand