The Journey of Music That Never Ends.



URL copied!
Added to Liked Music
Removed from Liked Music
Added to Favorite Music
Removed from Favorite Music

Album : Kaali Kaali Zulfon Vol.27
Language(s) : Punjabi- Qawwali
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan
Tags: #mp3 #lyrics #qawwali #urdu #hindi

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Beemar-e-Mohabat Ko Surat To Dekhaa Jate
------------------------------------------------------------
क्या था जो घड़ी भर को तुम लौट के आ जाते 
बीमार -इ-मोहबत को सूरत तो दिखा जाते
------------------------------------------------------------


Aaaaa Jateeee tum Laut ke aa jaatee

Aaaaa Jateeee tum Laut ke aa jaatee....


Qaasid Payam-E-Khat Ko Daina Bohot Na Tool
Bus Muktasr Yee Kehan Hai K Ankheny Taras Gai

Yun Zindaagi, Yun Zindagi Guuuzaaar rha huu tereee bagair

Yun Zindagi Guzaar Raha Hon Tera Bagair 
Jasay Koi gunah kiya ja raha hon main
------------------------------------------------------------
यूँ ज़िन्दगी गुज़ार रहा हूं तेरे बगैर 
जैसे कोई गुनाह किया जा रहा हूं मैं
------------------------------------------------------------


Aaaaa Jateeee tum Laut ke aa jaatee....


Naazuk Tere Mariz-E-Mohabbat Ka Haal Hai
Din Kat Chuka Hai Raat Ka Katna Muhaal Hai
------------------------------------------------------------
नाज़ुक तेरे मरीज़-इ-मोहब्बत का हाल है 
दिन कट चूका है रात का कितना मुहाल है
------------------------------------------------------------


Aaaaa Jateeee tum Laut ke aa jaatee....


Aaaaaaaaaajaaaaaaaa, Aaaaaaaaaaaajaaaaaaaaaaaaaaa Ke aaas tootne waali hai pyaar ki

Aa, Aa jaa Ke aas tootne waali hai pyaar ki
Bujhne Lagi Hai Shamma Tere Intzaar Ki
------------------------------------------------------------
आ, आ जा के आस टूटने वाली है प्यार की 
बुझने लगी है शम्मा तेरे इंतज़ार की
------------------------------------------------------------


Aaaaa Jateeee tum Laut ke aa jaatee....


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate



Itna To Karam Kar de Dukh Dard mujhee de kar

Karam Kar dee...


Tasubar mein chale aate , tumahara kya bigar jaata,
Tera parda bna rehta , mujhee deedaar ho jaataa


Karam Kar dee...


Aaaaaaaaaaaaaa ,a aaaaaaaaaaaaaaa, aaaaaa , aaaaa ,aaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa

Karam Kar dee...


Jati Huai Maiyat pe Bhi Banda to Outh kar Aaa na Sake
Do Chaar Kadam To Dushman Bhi Takleef Gawar Karte Hain


Karam Kar dee...


Aey! Dekh jaate mere lut te hoyee Armanoo koo, Itna to...

Karam Kar dee...

Itnaaaaaaaaaaaa , Itnaaaaaaaaa Itnaaaaaaaaaa , Karam Kar dee...

Karam Kar dee...


Itna To Karam Kar de Dukh Dard mujhee de kar
Ek Baar Mere Ansou Damin Se Sukha Jateee


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


aaaa jaaatee tum laut ke aa jaate
aaaa jaaatee tum laut ke aa jaate
aaaa jaaatee tum laut ke aa jaate .......


Lazatay Intazaar Leta Hoon, Youn Shab-E-Gham Guzaar Leta hoon
Jab Bhi Dasti Hai mujhko Tanhai, Naam Tera Pukaar Leta Hoon


aaaa jaaatee tum laut ke aa jaate
aaaa jaaatee tum laut ke aa jaate


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


Fir Dard-E-Judai Ko Mehsous Na Main Karta

Dard-E.........eeeeeeeeeeeeee
Dard-E-Juuuuuudaaaiiii Kooo

Dard-eeeeeeeeeeeee-juaadaaaiiiiiiiii


Dard-eeeeeeeeeeeee-juaadaaaiiiiiiiii
Dard-eeeeeeeeeeeee-juaadaaaiiiiiiiii
Dard-eeeeeeeeeeeee-juaadaaaiiiiiiiii


Dard-eeeeeeeeeeeee-juaadaaaiiiiiiiii

Juudaai Juudaai Juudaai ...


Fir Dard-E-Judai Ko Mehsous Na Main Karta
Acha Tha Aagar Mujh Ko Deewana Bana Jatee


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


Mujh Par Ghum-E-Furkat Ki Thomat Na Kabhi Lagti


Mujh Par Ghum-E-Furkat Ke Thomat Na Kabhi Lagti

Gham-E-Furkat Gham-E-Furkat Mujh Par

Gham-E-Furkat Gham-E-Furkat Gham-E-Furkat


Mujh Par Ghum-E-Furkat Ke Thomat Na Kabhi Lagti
Ankhoon Mein Agar Apni Tasveer Basa Jatee


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


Phir Un Se Fana Mujh Ko Rehta Na Gila Koi

Phir Un Se Fana Mujh Ko Rehta Na Gila Koi

pa ga ma pa............


Phir Un Se Fana Mujh Ko Rehta Na Gila Koi

Phir un se fanna mujh kooooooooooo


Phir Un Se Fana Mujh Ko Rehta Na Gila Koi
Darwama Mera Kar Kay Dedaer Kara Jatee


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate

aaaa jaaate tum laut aaa jaate

aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa

Comments (0)

no comments