Album : Noori Bori Wali Sarkar
Language(s) :
Hindi/Urdu-
Qawwali
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan
Tags:
#mp3
#lyrics
#qawwali
#hindi
#urdu
Lyrics Translation in Hindi
har shai se beniyaaz hai mera dil e hadeem
tum kya mile dono jahaan mil gaye mujhe
हर शै से बेनियाज़ है मेरा दिल-ए-हदीम
तुम क्या मिले दोनों जहां मिल गए मुझे
Hasti pe nikhaar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hote hain
हस्ती पे निखार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Har shai pe khumaar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hote hain
हर शै पे ख़ुमार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Jab tasawwur mein koi jalwa numa hota hai
Dil ka aalam mera duniya se juda hota hai
जब तसव्वुर में कोई जलवा नुमा होता है
दिल का आलम मेरा दुनिया से जुदा होता है
Jhukti hai jabeen sajde ke liye
Aankhen bhi talaawat karti hain
झुकती है जबीं सजदे के लिए
आँखें भी तलावत करती हैं
Dil ko bhi karaar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hoe hain
दिल को भी करार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने हुए हैं
Chalti hai hawa bhi masti main
Phoolon pe bhi gulshan mein har su
चलती है हवा भी मस्ती मैं
फूलों पे भी गुलशन में हर सू
Tab rang-e-bahaar aa jaata
Jis waqt wo saamne hote hain
तब रंग-ए-बहार आ जाता
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Parwane ki haalat kya kahiye
Parwana hai aakhir parwana
परवाने की हालत क्या कहिए
परवाना है आखिर परवाना
Shamma ko bhi pyar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hote hain
शम्मा को भी प्यार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Bhaati nahi khushbu phoolon ki
Bhawre ko apna dil le kar
भाति नहीं खुश्बू फूलों की
भौरे को अपना दिल ले कर
Hone ko nisaar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hote hain
होने को निसार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Makhbool ghata chaa jaati hai
Mashoor fazaa ho jaati hai
मख़्बूल घटा छा जाती है
मसहूर फ़ज़ा हो जाती है
Safrii ko karaar aa jaata hai
Jis waqt wo saamne hote hain
सफरी को करार आ जाता है
जिस वक़्त वो सामने होते हैं
Manam mehve khayaal-e-oo
Nami daanam kuja raftam
मनम मेहवे ख़याल-इ-ऊ
नमी दानम कुजा रफ़्तम
Shudam garke wisaal-e-oo
Nami daanam kuja raftam
शुदम गरके विसाल-इ-ऊ
नमी दानम कुजा रफ़्तम
Ghulam-e-rooh-e-oo-boodam
Aseer-e-mooh-e-oo-boodam
ग़ुलाम-इ-रूह-इ-ऊ-बूदम
असीर-इ-मुँह-इ-ऊ-बूदम
Gubaar e qoo e oo boodam
Nami daanam kuja raftam
गुबार-इ-कू-इ-ऊ-बूदम
नमी दानम कुजा रफ़्तम
Kisi ki yaad mein duniya ko hain bhulaaye hue
Zamaana guzra hai apna khayaal aaye hue
किसी की याद में दुनिया को हैं भुलाए हुए
ज़माना गुज़रा है अपना ख़याल आये हुए