Album : Unknown
Language(s) :
Hindi/Urdu-
Qawwali
Singer : Nusrat Fateh Ali Khan
Tags:
#mp3
#lyrics
#qawwali
#urdu
#hindi
Main Ne Poocha Husn Se
Khuda ka noor tujh mein hoo bahoo hai Main Ne Poocha Husn Se Khuda ka noor tujh mein hoo bahoo hai Rab ne farmaya meri qudrat ki had koi nahi -Main ne poocha husn se ke dekha hai kahin sarkar sa haseen Waliyon se jawab un ka poocha nabiyon mein misaal un ki dhoondhi -Poocha Jibraeel se ke dekha hai kahin aisa Shah e Naazneen Yoon hai kainaat mein Madina jaise ho anghoothi mein naginaa -Main ne poocha arsh se ke dekhi hai kahin Madinay si zameen aadmi ko aadmi banaya falsfa hayat ka bataya -Main ne poocha Khizar se falak ho ya zameen aesa Haadi hai kahin Lab mere Huzoor (saw) ke hain aise Jaise ho laal wo Yemen kai -Main ne poocha phool se o baagh ke makeen dekhe aise lab kahin Lamakan kai makeen hain jo ik chattai un ka hai bichonaa -Poocha Fakhr se ke dekha aisa Shah e Deen jo ho boria nasheen Zulfain hain mere Huzoor (saw) ki ya rehmaton ki suramaii ghataain -Main ne poocha raat se ke dekhi hai kahin aisi zulf e anmbareen Ae khushaan kamal e Mustafaii jalwa gar hai zaat e kibriaaii -Poocha main ne jab ke tu ne dekha ae jabeen aisa aastaan kahin
Khuda pinhaa magar tu roo baroo hai
teri azmat ka andaza ho kis ko<
...
Khuda pinhaa magar tu roo baroo hai
teri azmat ka andaza ho kis ko
Khuda hai aur Khuda ke baad tu hai
aur mere mehboob ki rehmat ki had koi nahi
jab malak samjhe nahi to aadmi samjhe ga kia
Aamina ke laal ki azmat ki had koi nahi
Husn ne kaha dilbareen ki qasam nahin nahin nahin
Qudsiyon ki anjuman mein main ne azmat e jamal un ki dhoondhi
Bola Jibraeel Zaat e Haq ki qasm nahin nahin nahin
Uss gali ke zarre wo hain jin se so fishaa hai Aasman ka seena
Arsh ne kaha bartari ki qasam nahin nahin nahin
doobte safeena e jahan ko saahil e muraad par lagaya
Khizar ne kaha rahbari ki qasm nahin nahin nahin
Surkhi aur taazigi na poocho paani paani hai phool chaman kai
Phool ne kaha pankhirri ki qasm nahin nahin nahin
Do jahan ke taajdaar ho kar bhi farsh e khaak par hai sona
Fakhr ne kaha saadgi ki qasm nahin nahin nahin
GaisooOn ke paich keh rahe hain mujrimon ki ham hi hain panahain
Raat ne kaha zulf hi ki qasm nahin nahin nahin
Wo dar e Huzoor (saw) hai ae Sajid sajda rez jahan khudaai
Boli yoon jabeen Bandagii ki qasm nahin nahin nahin